XXmaps.com

Map
Detailed Information
  • Place Types Mosque
  • Address Pachapur, Karnataka 591309, India
  • Coordinate 16.1886685,74.5928228
  • Website Unknown
  • Rating 5
  • Compound Code 5HQV+F4 Pachapur, Karnataka, India
Photos
Madina Masjid Bastawad
Madina Masjid Bastawad
Madina Masjid Bastawad
Madina Masjid Bastawad
Madina Masjid Bastawad
Madina Masjid Bastawad
Madina Masjid Bastawad
Madina Masjid Bastawad
Madina Masjid Bastawad
Reviews
javed zakhmi naats نعت (05/12/2021)
Mashalla
Raihan Khan (02/13/2021)
Ma sha Allah ...nMasjid ka tameerati kaam abhi xhal raha..13 February 2021.nAlhamdulillahnMuhammad (صل الله عليه وآله وسلم) ki sohbat me rah kr sahaba ne bht se seefat seekhe un me se ager chand sifat hamri zindagi aajaye to mukammal deen pr zindagi guzarna hamare liye aasan ho jayega.nPhli sifat hai imannImaan se ye chaah ja raha hai ke hamare dilon ka yaqeen sahi hojaye .ek allha se hone ka yaqeen hamare indar aa jaye aur gairon se hone ka yaqeen hamare dilon se nikal jaye. huzur (صل الله عليه وسلم) ke tarike me 100% kaamiyabi hai aur is se hat kar jitane bhi tarike hain un me 100% nakamiyabi hai. (imaan ki hadees bole)nImaan ki haqikar hamare indar aane ke liye 3 line ki mehanat hai.n1) ummat me chal phir kar imaan ki khoob dawat de Allah se hone kanMashak. mashak ye kare ke jahan bhi gair se hota huwa nazar aaye to use nafi kare ke kisi se kuch nai hota karne dharne wali zaat khalis allha ki hai aur allha ki kudart me gor kare.nDuwa raaton me uth kar imaan ki haqeekat ko allha khoob ro ro kar maange.n2 sifat hai namaz.nNamaz se ye chaah ja raha hai ke hamari zindagi sifate salaat par aa jaye sifat yaani aadat salaat yaani namaz. jis traha ham namaz ke andar allha ke hukum aur nabi ke tarike me rehte hain usi taraha hamari bahar wali zindagi bhi Allah ke hukum aur nabi ke tarike par aa jaye aur 5 waqt namaz ki pabandi kare. namaz ki haqeekat hamare andar aane ke liye 3 line ki mehanat hai.n1. Ummat me chal phir kar namaz ki khoob dawat de.n2 . mashk ye kare ke namaz ke andar alne zaahir aur baatin ko sahi kare .namaz ka zaahir ye hai ke wazu se le kar salam pherne tak jitne bhi arkaan aur azkaar hai sahi sahi adaa kare. aur namaz ka baatin ye hai ke main allha ko dekh ra hon aur Allah mujhe dekh re hain is dhayan se namaz pade.n3. raaton me uth kar allha se namaz ki haqeekat khoob mangen3sifat hai ilam aur zikar ilam se a chahajrha ke har insan ko ilam itna raihna zruri hai ke hlal aur hram ki pah chan hojai.nZikr se chaha jata hai k hame Allah ka dhyan naseeb ho.n4 sifat hai Ikran e muslim iska maqsad hai hm logo ko unke martaba phchane aur mrtabe ke lihaz se mamla kre.n5 Ikhlas e niyyat k ham har kaam Allah ke liye kare aur dikhlawa krne se bache.n6 sifat hai Dawat ilallah ... ke Allah ke Raste me nikal kr khoob deen ki dawt de.
Similar place